
Tu Hi To Hai Jo Mere Dil Ko Tod Jaaye Lyrics: The Heartbreak Anthem of the Year
The line “Tu Hi To Hai Jo Mere Dil Ko Tod Jaaye” from the song Jhoom by Gajendra Verma perfectly captures the emotional turmoil of love. Sung, composed, and written by Gajendra Verma himself, this track tugs at the heartstrings with its raw lyrics and haunting melody. Released under the Gajendra Verma label.
Tu Hi To Hai Jo Mere Dil Ko Tod Jaaye Lyrics
Dil Tujhse Bharta Nahi
Jitna Bhi Paye Utna Hi Maange Ye Dil
Haan Bhi To Karta Nahi
Sharmo Haya Ki Haddein Saari Laanghe Ye
Baaki Baatein Hai Aani Jaani
Sab Bhula Ke Tu Meri Kahani Mein Jhooom…
Sooni Raatoon Mein Ab Jo Garmi Hai
Saari Raaton Mein
Sooni Raatoon Mein Ab Jo Garmi Hai
Saari Raaton Mein Ab Jo Garmi Hai
Ab Khali Main Baitha Rahun
Aankhen Bichhaye Tu Aayegi Milne Ko Kab
Kab Kab Tujhse Kahun
Har Pal Har Din Zidd Ki Hai Tune To
Baaki Baatein Hai Aani Jaani
Sab Bhula Ke Tu Meri Kahani Mein Jhooom
Sooni Raatoon Mein Ab Jo Garmi Hai
Saari Raaton Mein
Sooni Raatoon Mein Ab Jo Garmi Hai
Saari Raaton Mein Ab Jo Garmi Hai
Tu Hi To Hai Jo Mere Dil Ko Tod Jaaye
Tu Hi To Jo Hai Isko Phir Se Jod Paaye
Tere Bina Kya Main Karun……
Dil…. Tujse Bharta Nahi
Jitna Bhi Paye Utna Hi Maange Ye Dil
Haan Bhi To Karta Nahi
Sharmo Haya Ki Haddein Saari Langhe Ye
Dil Ki Baatein Hai Aani Jaani
Sab Bhula Ke Tu Meri Kahani Mein Jhooom…
Sooni Raatoon Mein Ab Jo Garmi Hai
Saari Raaton Mein
Sooni Raatoon Mein Ab Jo Garmi Hai
Saari Raaton Mein Ab Jo Garmi Hai
Song Credits
Song | Jhoom |
Singer | Gajendra Verma |
Lyrics | Gajendra Verma |
Music | Gajendra Verma |
Popular on Social Media | Tu Hi To Hai Jo Mere Dil Ko Tod Jaaye Lyrics
Here’s the thing: once something goes viral on social media, it’s almost impossible not to be influenced by it. This lyric is no different. .
It’s been featured in countless Instagram reels, Facebook posts, and YouTube videos, with people tagging it with #HeartbreakAnthem and #TuHiToHai.
Conclusion: Tu Hi To Hai Jo Mere Dil Ko Tod Jaaye Lyrics
Jhoom is more than just a song; it’s an emotional experience. The line “Tu Hi To Hai Jo Mere Dil Ko Tod Jaaye Lyrics” captures a feeling we’ve all been through at some point, and that’s why it’s become a sensation on social media.